AIAPGET, AMU, NIUM, DU, CRIUM PGET में ILMUL ADVIA के अक्सर पूछे जाने वाले प्रश्न
Kaawi dawa ka istemal hota hai: (AMU 09)
a. Rasoli ki tahleel
b. Iltihabe muzmin ki tahleel
c. Sharyain ke Habs dam ke liye
d. All of the above
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Nashif dawa me taseer hoti hai: (AMU 14)
a. Mulayyan
b. Qawi
c. Muffateh
d. Jazib
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Marz ki halat me bamuqabla sehat faaqah ko bardasht karne ki salahiyat: (AMU 14)
a. Barh jati hai
b. Ghat jati hai
c. Koi faraq nahi parta hai
d. Roz awwal barti hai phir ghati hai
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device
Tanaquz kaifi me do maddao ki aamezish ke bad in me: (AMU 14)
a. Haqeeeqi istihala hota hai
b. Haqeeeqi istihal nahi hota hai
c. Dono soortai mumkin hai
d. Advia ki Sabiqa mahiyat aur soorate nawiya tabdeel ho jati hai
Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device