top of page

Frequently asked questions of Murakkabat in AIAPGET, AMU, NIUM, DU, CRIUM PGET

Darja zail mein se kaun si dawa madda-e-hayat kehlati hai: (AMU 2016)

  1. Khameera Aabresham Hakeem Arshad wala

  2. Dawa-ul-Misk Moatadil

  3. Majoon falasfa

  4. Tiryaq-e-Arba

3. Majoon falasfa

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Majoon kaaknaj, darja zail kis marz ki makhsoos dawa hai: (AMU 2016)

  1. Dardhaaye qoolanj

  2. Sara

  3. Maalikhookya miraqi

  4. Qurooh-e-gurda wa masana

4. Qurooh-e-gurda wa masana

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Zimad-e-Bawaseer ka juz-e-khas kya hai: (AMU 2016)

  1. Safeda qalai

  2. Post beikh-e-kibr

  3. Zangar

  4. Aaqar qaraha

1. Safeda qalai

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Murabba-e-Sandal se murad hai: (AMU 2016)

  1. Sandal surkh ki lakdi ka murabba

  2. Sandal safaid ki lakdi ka murabba

  3. Both a & b

  4. None of the above

4. None of the above

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Sangirehni mein makhsoos taur par mufeed hai: (AMU 2016)

  1. Asanaasiya

  2. Aseerul mulook

  3. Maalti basant

  4. Anqaroya

3. Maalti basant

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Mufarreh Shaikh-ul-Raeis ka juz-e-khas hai: (AMU 2016)

  1. Daroonaj aqrabi

  2. Aabresham

  3. Marwareed

  4. Mushk wa ambar

1. Daroonaj aqrabi

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Maa-us-Shaeer taiyyar hota hai: (AMU 2015)

  1. Bazariye joshanda

  2. Bazariye khesanda

  3. Bazariye takhmeer

  4. Bazariye ta’areeq

1. Bazariye joshanda

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Itrifal mein halela jaat ki teenon qismon ka istemaal karte hain: (AMU 2015)

  1. Tanqiya ke liye

  2. Taqwiyat ke liye

  3. Mazkura baala dono ke liye

  4. In mein se koi nahin

1. Tanqiya ke liye

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Murakkab advia mein teen guna shahad shaamil kiya jata hai: (AMU 2015)

  1. Murakkab ke tahaffuz ke liye

  2. Murakkab ka maza durust karne ke liye

  3. Murakkab mein harart aur latafat paida karne ke liye

  4. Mandarja baala sabhi

4. Mandarja baala sabhi

Note: To reveal answer just place the mouse pointer on the above strip or touch and hold in mobile device

Hikka mein mufeed hai: (AMU 2015)

  1. Roghan-e-Qust se dalak aur Maa-ul-Jubn se tarteeb

  2. Roghan-e-Qust se dalak aur Maa-ul-Leham se tarteeb

  3. Raoghan-e-Gul se dalak aur Maa-ul-Leham se tarteeb

  4. Roghan-e-Gul se dalak aur Maa-ul-Jubn se tarteeb

bottom of page